Umair Najmi Urdu Ghazal |
Umair Najmi Urdu Ghazal |
اِس خرابے میں کچھ آگے وہ جگہ آتی ہے
کہ جہاں خواب بھی ٹوٹے تو صدا آتی ہے
اس کو پردے کا تردد نہیں کرنا پڑتا
ایسا چہرہ ہے کہ دیکھیں تو حیا آتی ہے
صحن میں پھرتی ہے برسوں کی سدھائی ہوئی یاد
جب بھی پُچکار کے کہتا ہوں کہ "آ"، آتی ہے!
عمیر نجمی
Iss kharabay mein kuch agay woh jagah aati hai
Ka jahan khawab bhi tootay to sada aati hai
Is ko parday ka taraddud nahi karna parta
Aisa chehra hai ke dekhen to haya aati hai
Sehan mein phirti hai barson ki sdhai hui yaad
Jab bhi puchkar ke kehta hon ke" aa ", aati hai !
Umair Najmi
0 Comments