Sad poetry in Urdu | Hassan Ali Sad Ghazal

Hasan Ali Sad Urdu Ghazal


 Sad Poetry in Urdu
Hassan Ali Sad poetry


‎روشنی کے اثر میں رہتا ہوں 
‎میں کسی کی نظر میں رہتا ہوں 
‎چلتی گاڑی میں اس کو دیکھا تھا
‎اب مسلسل سفر میں رہتا ہوں 
‎دھوپ کی سازشوں کا خوف نہیں
‎سائیہ معتبر میں رہتا ہوں
‎جان پہچان ہے زمانے سے
‎جھوٹی سچی خبر میں رہتا ہوں
‎جو مری جستجو میں رہتی ہے
‎میں اسی چشم تر میں رہتا ہوں
‎بات ہوتی ہے مختصر اس کی
‎دیر تک میں اثر میں رہتا ہوں
‎میں تو بڑی آن بان سے حسن 
‎اپنے چھوٹے سے گھر میں رہتا ہوں
حسن علی




Roshni ke assar mein rehta hon

Mein kisi ki nazar mein rehta hon

Chalti gaari mein is ko dekha tha

Abhi musalsal safar mein rehta hon

Dhop ki sazishon ka khauf nahi

Sayia mooatbar mein rehta hon

Jaan pehchan hai zamane se

Jhoti sachhi khabar mein rehta hon

Jo meri meri justojoo mein rehti hai

Mein isi chasham tar mein rehta hon

Batain hoti hai mukhtasir is ki

Deer taq mein assar mein rehta hon

Mein to barri aan baan se husn

Apny chhootay se ghar mein rehta hon

Hasan Ali

Post a Comment

0 Comments